Sham e ghareeban ki haqeeqat || Reality of Sham e Gareeban @Deen Speeches
Subscribe to “Deen Speeches” for more Islamic Videos.
#ShamEGhareeban #Islamic #DeenSpeeches
What is Sham-i-Ghareban:
Sham-i-Ghareban is a mourning night of Shia Muslims which is observed between 10th Muharram and 11th Muharram. The word Sham means night and Ghareban means poor or oppressed, thus this night remarks sacrifice and tolerance of the oppressed people of Ahlebait in Karbala. So, it is called Sham-i-Ghareban.
Thanks for watching.
source
Right
Bahooth acha
Aap nay eikh achi baath logoon kay samnay laie.jazakalla
Masha Allah
Koi batay ga ky sham e ghareeban kab hoti hai 9 muharram ki raat ko ya 10 muharram ki raat ko
Salaam ya hussain
masallah
Shame greban only matm
Hai to biddat naa…yeh Deen to nahi naa..bas phir Kia hy apna ejad Kia hua Firqa
Laanat tum jesay yazeedion per beshumar.
deen e islam ma badey do firqey hyn.ya ni do nazryaat hyn. aik khilafat ko manney waly awr aik imamat ko manney waly. donu fiqon k kuch mushtarka or kuch alag alag mazhabi rasoomaat hyn. donu firqon k mazeed kai firqey hy. khyr kmera taluq in me se hy. or hmari rishtadari kai firqon ma hy. ma aik padha likha banda hon or jhoot se shadeed nafrat kerny wal insan hon. me on jhotey or lanety jahil logon se b nafrat kerta hon. jo massom or aam logon ma jhoti baten pheela k nafraten bhr dety hyn. aisy logon ka deen e islam se koi wasta nhi hota. logon ko dikhaney k liye deen e islam k arkan pe aisy amal kerty hyn k dosra onhy dekh k heran hota hy k wo on j sa q nhi? ye riyakaar mazhabi hoty hyn.asal baat ye hy kk deen e islam k kisi b frrqey ma kisi b qismm ka koi ghalat kam ya baat nhi ki jati. sb apny apny nazrye k teht amal kr rhy hoty hyn.kisi ka tareeiqa dosry k liye naqabil e qabool to ho sakta hy. magar iska matlab ye nhi k wo on pe aitraz karey. yad rakhyn hum sb phol aik gul daan k hyn…. shia asna ashri sham e ghariban is liye manaty hyn k os din 10 muharram ko aakhri nabi saww k mehboob nawasy, ahl e bait a.s. k chashm o chiragh, pantan e paak k aik ahm far…. ko apny 72 afard pe mushtamil ahl e khana sameet bey dardi se shaheed kia gia tha. iski kia wajohaat thi, wo kon they? onka maqsad kia tha? kis ne is intihai beghyrati or maloona amal ka hukum kia tha? onki deen e islam ma kia hysyat thi? onka mazi kia tha? hall kia or mustaqbil kia honey wala hy…. yahi samjhaney k liye sham e ghareeban manaya jata hy….. or koi maqsad nhi…shukurya.
If there was no Azadari, the history of Islam would have descended to us with the following page-
-In Hijra 61, there was a renegade in Medina who revolted against the 6th Khalifa Rashudeen Amirul Momineen Hazrat Yazid Bin Muawiya along with band of his bandits. The guided caliph crushed the rebellion with the help of his Tabaeen companions for good and hoisted the banner of Islam for 83 years of Aalay Ummaya as far as Spain—Kudos to Azadaran e Husain AS for keeping the reality alive.Sach dikany k liy jazakallah
Shame ghariban labbaik ya zinab VA oma khusum